Wednesday, May 19, 2010

Ab bhi yaad aati hai




तेरी आँखों की गहराई अब भी याद आती है 
शामे मासूम की अंगड़ाई अब भी याद आती है 
उन लम्हों की बेपरवाही अब भी याद आती है 
आहिस्ता आहिस्ता नजदीकी अब भी याद आती है 

और भी लम्हे है जो यह दिन लायेंगे 
जो हमें आगे  याद आयेंगे 
अभी तोह हकीकत में ख़्वाबों को जीते है 
वोह सभी गुस्ताखियाँ अब भी याद आती है 

Teri aankhon ki gehrai ab bhi yaad aati hai
Shaame masoom ki angdai ab bhi yaad aati hai
Un lamho ki beparwahi ab bhi yaad aati hai
Aahista aahista nazdeeki ab bhi yaad aati hai

Aur bhi lamhe hai jo yeh din layenge
Jo humein aage yaad aayenge
Abhi toh haqeeqat mein khwabon ko jeete hai
Woh sabhi gustaakhiyan ab bhi yaad aati hai

Monday, May 17, 2010

Sher e bahaara

आये वह भी हमारे जनाज़े पे तोह सुकून आये
आये वह भी हमारे जनाज़े पे तोह सुकून आये
हम अपने ही जनाज़े पे हर भार बड़ी धूम से नाचे है

Aaye woh bhi humaare janaze pe toh sukoon aaye
Aaye woh bhi humaare janaze pe toh sukoon aaye
Hum apne hi janaaze pe har baar badi dhoom se naache hai




Ok, here is a little explanation for these lines.This comes because someone said to me that likha toh accha hai but what does this mean? Now, Janaaza means - funeral, but here I refer to it as my misery. So this is what the sher essentially means 


if you (lover/friend/family/confidante) come and share my misery it will give me some relief. 
Its always been me alone who has laughed off (celebrated) my misery every time all by myself.